# Full Guide For Pink Saheli Card Delhi > Delhi Government’s Free Bus Travel Scheme for Women & Transgender People ## Posts - [Delhi Ration Card List 2026: Status Check, e-Ration Card Download & New List (nfs.delhi.gov.in)](https://pinksahelicard.in/delhi-ration-card-list-2026-status-download/): Namaskar Dosto! Kya aap janna chahte hain ki aapka naam Delhi Ration Card List 2026 mein aaya hai ya nahi? Delhi sarkar gareeb aur zarooratmand parivaron ko muft gehu (wheat), chawal (rice) aur chini deti hai. Lekin iska labh uthane ke liye aapka naam sarkar ki “NFS List” (National Food Security) mein hona zaroori hai. Agar aapne naya apply kiya hai ya purane card mein naam judwaya hai, toh ye article aapke liye hai. Isme hum aapko batayenge ki ghar baithe apne mobile se Ration Card Status kaise check karein, e-Ration Card download kaise karein, aur naye member ka naam kaise […] - [Delhi Old Age Pension Scheme 2026: Apply Online & Latest News](https://pinksahelicard.in/delhi-old-age-pension-scheme-2026-online-apply/): Namaskar Dosto! Umar badhne ke saath-saath dawaion aur zaruraton ka kharcha bhi badh jata hai. Buzurgon (senior citizens) ke samman aur unhe aarthik azaadi dene ke liye, Delhi sarkar ne ek bahut hi shandar kadam uthaya hai jise hum Delhi Old Age Pension Scheme kehte hain. Is yojana ke tehat, 60 saal ya usse adhik umar ke buzurgon ko sarkar ki taraf se har mahine ₹2000 se lekar ₹2500 tak ki aarthik madad milti hai. Agar aapke ghar mein bhi koi buzurg hain aur aap apply for pension online delhi ka pura process janna chahte hain, toh ye post aapke liye […] - [EWS Admission Delhi 2026-27 Online Form, Age Limit & Required Documents](https://pinksahelicard.in/ews-admission-delhi-2026-27-online-form-apply-process/): 🚨 UPDATE खुशखबरी! EWS Admission 2026-27 का पहला ड्रा (First List) जारी कर दिया गया है। नीचे दिए गए बटन पर क्लिक करके अपने बच्चे का नाम चेक करें! 🎯 EWS Selected List (Draw Result) देखें 👉 Helllo Dosto! Har parents chahte hai ki unka baccha Delhi ke top private schools me education hasil kare aur aage badhe. Agar aap bhi apne bacche ki FREE padhai ke liye EWS admission Delhi 2026-27 ke notification ka wait kar rahe hai, toh aapke liye sabse badi khushkhabri aa chuki hai. Directorate of Education (DoE) ne academic session 2026-2027 ke liye EWS, DG, aur […] - [Delhi Vidhwa Pension Yojana 2026: Apply Online (₹2500/Month), Eligibility & Status Check](https://pinksahelicard.in/delhi-vidhwa-pension-yojana-apply-online/): Parivar me bread earner ki death hojati hai to bahut zyada dukh hota hai, khass kar Husband ki death hojaye to patni ke pass koi sahara baqi nahi rahta, issko apni aur apne baccho ki fikr satati hai. Delhi sarkar mahilaon ke samman aur aarthik madad ke liye bahut sii shandar schemes chalati hai. Inme se sabse zaroori aur madadgaar yojana hai Delhi Widow Pension Scheme (Vidhwa Pension Yojana) jo special vidhwa mahilao ke liye launch ki gayi hai. Aksar dekha gaya hai ki pati ke nidhan ke baad mahilaon ko aarthik pareshaniyon ka samna karna padta hai. Isi pareshani ko […] - [Delhi Lakhpati Bitiya Yojana 2026: Online Apply, Eligibility & Benefits (दिल्ली लखपति बिटिया योजना)](https://pinksahelicard.in/delhi-lakhpati-bitiya-yojana-2026-apply-online/): Kya aap Delhi me rehte hai aur apni beti ke future, padhai, health aur shadi ki tension me hai? Agar aap purani “Delhi Ladli Yojana” ka form dhoond rahe hain, toh aapke liye ek bahut badi aur achi khabar hai! Delhi Sarkar ne betiyon ko independent banane ke liye ek historic faisla liya hai. 1 April 2026 se Delhi me ek nayi aur pehle se kahi badi scheme shuru hone ja rahi hai jiska naam hai “Delhi Lakhpati Bitiya Yojana”. Iss yojana ke tehat sarkar beti ke naam par ₹56,000 alag alag phases me jama karegi. Ek family ki 2 girl […] - [Delhi Labour Card Apply Online 2026: ₹51,000 Scheme and Renewal Process](https://pinksahelicard.in/delhi-labour-card-apply-online-benefits-list/): Delhi Labour Card Kya Hai? Delhi me kaam karne wale hazaron mazdoor aur workers aise hai jinhe pata hi nahi ki Delhi Sarkar unhe ₹51,000 beti ki shadi ke liye aur children ki padhai ke liye scholarship deti hai. Ye sab milta hai “Delhi Shramik Card” (Labour Card) ke zariye. Agar aap plumber, painter, electrician, guard, ya construction worker hai, toh ye card aapke liye credit card se kam nahi hai. Ye card Delhi Building and Other Construction Workers (DBOCW) board dwara jaari kiya jata hai. Dhyan rahe, ye e-Shram Card se alag hai. Is article mein hum aapko batayenge ki […] - [Ayushman Bharat Hospital List Near Me Delhi](https://pinksahelicard.in/ayushman-bharat-hospital-list-near-me-delhi/): Dosto, Agar aapke paas Ayushman Bharat Card ya naya Ayushman Vaya Vandana Card (Jo 70+ bujurgo ke liye) hai, toh sabse bada sawal ye hota hai ki Ilaj kahan karwayein? Delhi me hazaron hospitals hain, lekin sabhi Ayushman card accept nahi karte. Isliye humne Delhi ke 193 Registered Hospitals ki complete list yaha filter karke lagadi hai. Is list mein 51 Sarkari, 142 Private, aur 70 NABH Accredited (Best Quality) hospitals shamil hain. Iss Delhi Ayushman Hospitals ki List Ko Kaise Use Karein? Iss list me sabhi approved hospitals hai. Aap ise apni suvidha ke hisaab se use kar sakte hain: […] - [Ayushman Vaya Vandana Card: Ab 70+ Umar ke Sabhi Buzurgon ka Ilaj Hoga Muft](https://pinksahelicard.in/ayushman-vaya-vandana-yojana-delhi/): India ki har middle class family ki sabse badi chinta ye hoti hai ki Ghar ke buzurgon ki sehat ko kaise theek rakhe. Jaise jaise mata pita ki umar badhti hai, diffrent diffrent types ki bimariya parents ko gher leti hain, hospital ke chakkar aur dawaiyon ka kharcha bhi badhta chala jata hai. Private health insurance company ya toh 70 saal ke baad insurance deti nahi, ya premium itna zyada maangti hain ki dena mushkil ho jata hai. Isi dard ko samajhte hue sarkar ne launch kiya hai Ayushman Vaya Vandana Card. Ab chahe aap gareeb hon ya ameer, agar aapki […] - [Delhi Metro Me Samaan Kho Gaya? Find Kaise Kare – 2026 Full Guide](https://pinksahelicard.in/delhi-metro-lost-and-found-online-full-guide/): Delhi Metro mein travel karte waqt agar aap apna bag, wallet, ya phone ya kuch bhi keemti saaman bhool gaye hain, toh ghabraiye bilkul nahi. Yeh situation kisi ke bhi saath ho sakti hai. DMRC (Delhi Metro Rail Corporation) ka lost and found system kaafi organized and helpful hai, agar aap sahi steps follow karte hai, toh aapka saaman return milne ke chances high hojate hain. Is full guide mein hum aapko batayenge ki Delhi Metro lost and found process kiss tarah work karta hai, important helplines numbers konse hain, aur aap apna saaman kaise claim kar sakte hain. Sabse Pehle […] - [List of All Ayushman Arogya Mandir in Delhi](https://pinksahelicard.in/list-of-all-ayushman-arogya-mandir-in-delhi/): Delhi ke sabhi Ayushman Arogya Mandir ki full list yahan hai, har center ki location ke saath Google Map direction bhi diya gaya hai. Apne nazdeeki health center ko ab asaani se find karne ke liye search bar ka use kijiye. Find Ayushman Arogya Mandirs Sr. No. District Center Name & Address Map Showing 238 Locations - [Ayushman Arogya Mandir Delhi](https://pinksahelicard.in/ayushman-arogya-mandir-delhi/): Delhi Ayushman Arogya Mandir: Aapki Sehat Ka Saathi India mein health ki baat ho toh ab ek new naam sunne ko milta hai; Ayushman Arogya Mandir. Yeh sirf ek naam nahi, balki ek vision hai, ek commitment hai ki har Indian ko behtar aur comprehensive primary healthcare mil sake. Pehle inhe Health and Wellness Centres (HWCs) ke naam se jaana jaata tha, lekin ab inhe ek nayi pehchaan mili hai, jo inke holistic approach ko aur bhi zyada highlight karti hai. Yeh article aapko Ayushman Arogya Mandir Delhi ke baare mein complete information dega. Hum jane ge ki inke kya fayde […] - [2026 Mein 6000 Parivar Ko Milega Apna Ghar -Delhi Free Flat Scheme](https://pinksahelicard.in/delhi-free-flat-scheme/): 2026 me CM Rekha Gupta ne Free Flat Scheme launch karne ka wada kiya hai, Jis me Delhi Sarkar 6000+ parivaron ko unka khud ka ghar dene wali hai – wo bhi muft! Is naye housing plan ke tahat jhuggi mein rehne wale logon ko readymade flat ki chabi milegi, Yojana ka uddeshya hai jhuggi mein reh rahe parivaron ko pucca makan provide karna, jahan ho unka apna address, apni chhat. Scheme Ka Naam Kya Hai? Isse “Delhi Free Flat Scheme” ya Apna Ghar Yojana kaha ja raha hai. Yeh scheme “Jahan Jhuggi Wahan Makan” mission ke under chal rahi hai […] - [Delhi Ladli Scheme 2026: Complete Jaankari, Eligibility aur Application Process](https://pinksahelicard.in/delhi-ladli-yojana-2026/): 🚨 BADA UPDATE: Delhi Ladli Yojana jald hi badalne wali hai! Sarkar ek NAYI aur badi scheme laa rahi hai. Nayi Scheme ki Details aur Form Date Yahan Padhein! 🚨 Delhi mein rehne wale parents ke liye, apni beti ke bright future ki chinta ek natural baat hai. Lekin Delhi Government ki ek khaas scheme, jise hum Ladli Yojana Delhi ke naam se jaante hain, is chinta ko kaafi had tak kam kar sakti hai. Yeh scheme ladkiyon ki education ko support karti hai aur unhe financial security provide karti hai, birth se lekar higher education tak. Is article mein, hum Ladli Yojana Delhi ke har pehlu […] - [List of All Atal Canteen Locations Near Me](https://pinksahelicard.in/atal-canteen-location-near-me/): Atal Canteen Location Delhi 2026 – Janiye Sabhi Centers Delhi Government ki taraf se launch hui Atal Canteen Scheme, jisme ₹5 me hygienic, tasty, and affordable meals har worker and citizen ko milenge. Iss scheme ka aim hai sabko affordable khana provide karna, especially daily wage workers aur low-income groups ke liye. ✅ J J Cluster, Sanjay Basti, Timarpur, Delhi: Yeh pehla Atal Canteen hai jo officially start hai. Iska foundation stone Delhi CM Rekha Gupta ji ne 21 November 2025 ko rakha hai. Yahan pe daily ₹5 me lunch milega. Jaldi hi aur locations bhi launch kiye jayenge. Neeche 45 announced […] - [Pink Saheli Card Eligibility Check Online (2026)](https://pinksahelicard.in/pink-saheli-card-eligibility-check-online/): Pink Saheli Card Eligibility Check Online (2026) 1. Are you a Delhi resident? Select an optionYes, I live in DelhiNo, I live outside Delhi 2. Are you a Woman or Transgender applicant? Select an optionYesNo 3. Is your age 5+ years or above? Select an optionYesNo 4. Do you have a valid ID (Aadhaar / Voter ID)? Select an optionYesNo 5. Do you have Delhi Address Proof? Select an optionYesNo Check Eligibility Reset Form Note: Yeh tool expected eligibility par based hai. Final approval DTC verification aur official rules par depend karega. Join Our WhatsApp Group Pink Saheli Smart Card application […] ## Pages - [Delhi Govt Schemes](https://pinksahelicard.in/delhi-govt-schemes/) - [Atal Canteen Delhi 2026 – ₹5 Meal Scheme, Locations, Menu, Timings & Latest Updates](https://pinksahelicard.in/atal-canteen-delhi-rs-5-meal-scheme/): Atal Canteen Delhi – ₹5 Me Poorn Poshtik Bhojan (100+ Locations) Delhi Government ne 19 Nov 2025 ko Atal Canteen Scheme announce kar diya hai, jisme 25 December 2025 se Delhi ke alag-alag areas me sirf ₹5 me nutritious, hygienic aur healthy meal provide kiya jayega. Scheme ka naam Atal Bihari Vajpayee ji ke naam par rakha gaya hai, jisse iss scheme ka message clearly relate hota hai:“Seva, Samman & Support for the Common People.” Ab Delhi me koi nahi soyega bhuka. Yahan aapko canteen ki timings, locations, token system, eligibility, aur scheme ki latest updates milengi. Filhaal scheme announce ho […] - [Contact](https://pinksahelicard.in/contact/): Contact Us – PinkSaheliCard.in For any queries or updates related to any Delhi government scheme, feel free to write us: - [Disclaimer](https://pinksahelicard.in/disclaimer/): Last Updated: February 19, 2026 Welcome to PinkSaheliCard.in. Before you read our guides and articles, we need to make a few things very clear to ensure complete transparency. Please read this disclaimer carefully before using our website. 1. We Are NOT a Government Website This is the most important point. PinkSaheliCard.in is an independent, privately run informational blog. We are NOT affiliated, associated, authorized, endorsed by, or in any way officially connected with the Delhi Government, the Delhi Transport Corporation (DTC), the Government of India, or any of their official subsidiaries or departments. The official websites for Delhi government services are […] - [Privacy Policy](https://pinksahelicard.in/privacy-policy/): Last Updated: February 19, 2026 If you are reading this, you probably care about your personal data and how it is used online. At PinkSaheliCard.in, we feel the exact same way. Our main goal is to provide clear, helpful information about Delhi government schemes, not to hoard your personal data. This Privacy Policy outlines exactly what information we collect when you visit our site, how we use it, and how we keep it safe. 1. The Information We Collect When you browse our website, we don’t ask for your personal details just to read our guides. However, like almost every other […] - [About](https://pinksahelicard.in/about/): Welcome to PinkSaheliCard.in! We are Delhi’s fastest growing community driven information portal, dedicated to simplifying Delhi government schemes for the common citizen. Our journey started with guidance about the Pink Saheli Smart Card; we realized that the people of Delhi need much more. Today, PinkSaheliCard.in provides a comprehensive guide for all major Delhi government schemes. Who We Are We are a team of digital marketers and socially aware citizens. We noticed a big problem: government notifications are often written in difficult English or complex Hindi that a common person finds hard to understand, so PinkSaheliCard.in bridges this gap. We act as […] - [पिंक सहेली स्मार्ट कार्ड दिल्ली | Pink Saheli Smart Card Delhi 2026](https://pinksahelicard.in/%e0%a4%aa%e0%a4%bf%e0%a4%82%e0%a4%95-%e0%a4%b8%e0%a4%b9%e0%a5%87%e0%a4%b2%e0%a5%80-%e0%a4%b8%e0%a5%8d%e0%a4%ae%e0%a4%be%e0%a4%b0%e0%a5%8d%e0%a4%9f-%e0%a4%95%e0%a4%be%e0%a4%b0%e0%a5%8d%e0%a4%a1/): Pink Saheli Smart Card Apply Online Delhi 2026 Delhi Pink Saheli Smart Card apply karne ka step-by-step full process. Iss website par available hai. Pink Saheli Card apply karne se pahle inn instructions ko follow karna compulsory hai. 2 March 2026 ko Delhi Govt ne Pink Sahli Smart Card launch kardiya hai, and application process 3 March se offline start hogayi hai. Offline DC/SDM offices aur DTC centers par apply kar sakte hai. Nearby centers ki list neeche digayi hai. And Online apply karna ka process bhi start hogaya hai. Pink Saheli Smart Card Kya Hai? | पिंक सहेली कार्ड क्या […] ## Optional - [Agent (MCP protocol)](websites-agents.hostinger.com/pinksahelicard.in/mcp) [comment]: # (Generated by Hostinger Tools Plugin)